Shers from my fav film ever--RDB!
Jo ab tak naa khola, woh khun nahi pani hai
Jo desh ke kaam naa aaye woh bekaar jawaani hai!!
Main desh ki khatir apni jaan gawau kyun?
Marne ko jai Bharat main chillau kyun?
Jisse khud ka tan ho ghayal,
Main aise bhi teer chalaun kyun?
Jab badan numaesh hai faishon,
To ghar mein parde latkau kyun?
En bhukho nango ki duniya mein,
Mein bhi vikshit kahlau kyun?
Jab izzat hi lute maa bahino ki,
Uss dharti ke gunn gau kyun?
HUMRAAH mare jinse lakhon,
Phir aise aslaah banu kyun??
YEIN KISNEY KOKHEN LEEL DEE HAMARI MAON KEE,
KYON BHAGAT SINGH JAISA KOI PAIDA HOTA NAHIN.
Aandhiyon me bhi jaise kuch chirag jala kartey hai,
Utni hi himmat e hausla hum bhi rakha kartey hai,
Manzilon abhi aur dur hai hamari Manzil,
Chaand sitarey to raahon me mila kartey hai
0 comments:
Post a Comment